]]>

Main Shaayar To Nahin

Publié lundi 19 septembre 2005
Dernière modification dimanche 18 septembre 2005
Article lu 814 fois

Par Angel-Mumtaz

Dossier Bobby

Main shaayar to nahin - 2
je n’étais pas un poète
magar ae haseen
mais ma belle
jab se dekha maine tujhko
depuis que je t’ai vu
mujhko shaayari aa gayi
je sais composer un poème

Main shaayar to nahin - 2
magar ae haseen
jab se dekha maine tujhko
mujhko shaayari aa gayi

Main aashiq to nahin
je n’étais pas un romantique
magar ae haseen
mais ma belle
jab se dekha maine tujhko
depuis que je t’ai vu
mujhko aashiqi aa gayi
je sais aimer

main shaayar to nahin

Pyaar ka naam maine suna tha magar
j’avais entendu parler de l’amour
pyaar kya hai, yeh mujhko nahin thi khabar
mais ce que c’est que l’amour , je ne le savais pas
Pyaar ka naam maine suna tha magar
pyaar kya hai, yeh mujhko nahin thi khabar
main to uljha raha, uljhanon ki tarah
j’étais empêtré dans les difficultés
doston mein raha dushmanon ki tarah
je me comportais à la façon des ennemis en amitié

main dushman to nahin - 2
je n’étais pas vraiment un ennemi
magar ae haseen
mais ma belle
jab se dekha maine tujhko
depuis que je t’ai vu
mujhko dosti aa gaayi
je sais être un ami

main shaayar to nahin

sochta hoon agar main dua maangta
je me demande, si je faisais une prière
haath apne uthakar main kya maangta
en levant mes mains, que pourrais-je bien demander ?
sochta hoon agar main dua maangta
haath apne uthakar main kya maangta
jabse tujhse mohabbat main karne laga
depuis que j’ai commencé à t’aimer
tabse jaise ibaadat main karne laga
je me suis mis à prier de cette façon

main kafir to nahin -2
je n’étais pas un impie
magar ae haseen
mais ma belle
jab se dekha maine tujhko
depuis que je t’ai vu
mujhko bandagi aa gayi
j’ai appris la dévotion

Main shaayar to nahin
magar ae haseen jab se dekha tujhko
mujhko shaayari aa gayi

Main shaayar to nahin

Commentaires
Pas encore de commentaires